Wednesday, February 29, 2012

thought for a lifetime

thought for a lifetime If you wait to be happy you will wait forever. But if you start to be happy you will be happy forever.

pyar krna itna aasan hai jaise mitti par mitti se mitti likhna
Aur pyar nibhana itna mushkil hai jaise pani par pani se pani likhna I mis u

is se pehle ke hamaare hathon mein hathiyar aa jae,
aap apni kalmon ko vfa karna sikha

in ghataon se na pushu pta mera ,main aaj kahin or to kal kahin or

bachker chaliye ga in galiyon se, yhan to log aankhon se dil chura lete hain

E khuda mere khuabon ko zindgi dede,is se jiyada main kuch nahi maanguga

kuda kare ke unko chalne ke liye roshni mil jaye,hum to anderon main bi manjil doond lenge

kal jo pathar the aaj dil lagane ke kabil ho gay,dekho karishma khuda ka aaj main pather ho gay

Happy Vailntine day

dard yeh muhabbat ka kam na hoga umar bhar ke liye,is liye har roj thodi thodi peeta hoon.................

in hawaaon se na dosti karna yaaro, ye tufan bankar ghar bi ujaad sakti hain

pathron ko maan-ne wale ye kyon nahi mante ke pathron ko trashne wale onhi mein se

ab to tere shehar mein har chehra anjaana sa lagta hai,na jaane kitne mousem beet gae in galiyon se gujre hue

tum kisi khaas din ka intjaar karte ho muje khush karne ke liye,par mein har din ko khaas bna deta hoon tuje khush karne ke liye....

woh khud hi naap lete hain bulandi aasmano ki,
nahi taleem di jati parindo'n ko udano



apni zuban ki taqat us maa-baap par mat aazmao jisne tumhe bolna sikhayea hai.


don’t take rest after a success… bcoz if you fail next time, many lips are waiting to say that… your previous victory was by chance.

tum kisi khaas din ka intjaar karte ho muje khush karne ke liye,par mein har din ko khaas bna deta hoon tuje khush karne ke liye


3 imp gualities of life:-
1 Confidence: one day all villagers decided to pray for rain. All people gathered and only one boy comes with umbrella. That’s confidence.
2 Trust: Trust should be like feeling of an year old baby. When you throw hin in the air he laughs.. because he trusts you will catch him.
3 Hope: every night we go to bed have no assurance to get up alive in the next morning but still we have many plans for coming day.


all the right things are not possible always, all the possible things are not always. So just be true to your heart, you’ll never go wrong. Keep smiling.

Never design your character like a garden where anyone can walk. Design it like the sky where everyone aspires to reach.


Pdhna hai to sikh lo tum pdhna hr insane ko, hr chehre pe ketabo’n se jiaada likha hai.


Ek haal me insane ki bsr ho nhi skti ab rang tbiat ka badal jay to achha.

woh to ek chhoti si baat pe yoon rooth ke chal diye,
jaise unhein sadiyon se kisi bahane ki talaash ho


Lakh zauhr (gun) ho’n aadmi me mgr, aadmiat nhi to kuchh bhi nahi.

Raaj jb sine se bahr ho gia apna nhi, Utha nhi skte hain aansu ret pe bekhre huy.

sardarni goes to sardar's shop to bye a tea packet.
sadarni : lipton di chaah hai? sardar:mainu to nahi hai,tenu ho to lipat ja


Manzil mil jana koi aasaan kam nahi..
Raste main patharon ko bhe khuda banana padhta hai.

Ak tinka hu’n meri kuchh bhi nhi hai aehmiat, dubne walo’n ko lekan aasra deta hu’n mai’n.


Dunia me kabhi kisi achhe insan ki talash matt kro bal k khud achey ban jao. Ho sakta hai aap ke is kam se, kisi aur ki talash khatam ho jaye.

khamosh mijazi tumhe jeeney nahi degi, iss daur me jeena hai to kohram macha do..

My pleasure jindgi me khushian hi nhi thode gm b ho. Musibton ko sehne ka tujme dum b ho. Lge jis mod pe tnha jindgi, Dua krna us mod pet ere sath hum b ho.


us lmhe ko bura mt kaho, jo tumeh thokr pohnchata hai, blki us lmhe ki kadr kro kyunki vo tumeh jeena sikhata hai.

w0h kehta hai mujhe
phul0n se pyar hai
Jab phuL khiLte hain t0h
w0h unhain t0r deta hai,
w0h kehta hai mujhe barish
se pyar hai
Jab barish h0ti hai t0h w0h
chhat talay rehta hai,
w0h kehta hai mujhe
hawa se pyar hai
Jab hawa chaLti hai t0h w0h
khirkian band kar leta hai,
Mujhe us waqt dar lagta hai
jab jab w0h kehta hai
"Mujhe Tum se Pyar hai

No comments:

Post a Comment